Zindagi Shart Hai Shayari

Zindagi shart hai ab phool khileen ya na khileen,
Tu sath chale ya na chale zindagi shrt hai

Suraj ki shuaoon ki tarha
Khawaboon k saraboon ki tarha
Zindagi shart hai

Jene walon se kaho chand se jane k liye
Jena parta hai Kahi zakhm uthane k liye

Ab main samjha k tere lafz ki nisbat jaana
Dil pay woh ho k gulabi ka nasha acha tha
Tu ne samjh main tere rang chura loun ga kabhi
Mere tindal se woh tera gilah acha tha

Jhilmilati hui har sham k dorahey par
Main ne dekha hai tujhey chand sitaroon ki tarha
Main ne chaha hai bas itna aey meri jaan e jahan
Tuh mere paas rahe saya e zajdaan ki tarha

Tuj ko pa kar main kisi aur ko pana chahoun
Mout aa jaey jo main phir marna chahoun
Aey mere taroon ki tout ti zameen
Meri har aas jagaey rakhna
Apne aanchal ko sajaey rakhna

Yaad rakhna k kisi bhi surat tuj ko chalna hai
Muskarana hai
Zindagi shrt hai yeh shart nibhana hai tujhey
From:- Saba Sagar

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.