Zindagi Ro Kar Guzar Jati Hai

Aataa hai jo nazar, wo sabhi sach to nahi hotaa,
Har khush-haal insan, andar se khush to nahi hotaa..!

Dard ko kuch log muskurahat mai chupa lete hai,
Haqeekat mei jinka, apnaa kooi ghar nahi hotaa..!

Zindagi sari guzaar jati hai bass ro– ro karr,
Dostoon tak, unke hal-e -dil ka, khabar nahii hotaa..!

Jurm hai, zyaada bhi sachchai se jinaa yahaan yaroo,
Zyadaa sach bolnaa ( bibbo ) aksar achcha nahi hotaa..!!
Written By:- Hameeda Bibbo

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.