Sadiyon Se Jiska Tha Intezaar

Written By:- Hameeda Bibbo

Karta tha dil jis ka sadio se intzaar,
Man chaha mil gaya ham ko aaj apna pyaar..!

Jab samne aye to jaan ban gaya,
Jis ki talaash thi wo ham ko mil gaaye..!

Sadio ke entzaar ka phaal ham milgaya,
Ham ko mil gaya jo manga,tha jo dilda ..!

Sadio ki ebaadat ka silaa ham ko mil gaya,
Dil ko mil gaya man chaha wo mera yaar..!

Ab na khuda se shikwaa na he jahan se,
Jab pa liya Bibbo ne man chaha teraa pyaar..!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.