Kyaa Mila Mujh Ko Yun Rula Ke

Written By:- Hameeda Bibbo

Kya mila mujko yun rula ke tujhe,
Dil ke tukde mere banake tujhe..!

Toot ke mei bikhar gayi hun sanam,
Kaise simtun ye bata de muje..!

Pyaar mera meri chaahat tu,
Kyu samajh na aaya bata de mujhe..!

Rooz mujko rulaya tadpaya,
Aur hasta raha tu bata de muje..!

Kun mohabbat mai gum hi milte hai,
Koi to aake ye batade mujhe..!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.