Khoob Surat Gunaah

Written By:- Hameeda Bibbo

Khoob soataar gunaah aaj karein,
Pyaar mei aaj apna naam karein..!

Doo-noo hathoon mei leke haath sanaam,
Sath jine, marne, kaa wadaa aaj karein..!

Chaal jahaan mei apnaa naam karein,
Sheeri-farhaad jesaa koi kaam karein..!

Jahaan se, hat ke koi kaam karen,
Nekiyaan mil kaar thodi aaj karein..!

Pyaar karte hei jo bhi duniyaa mein,
Sabhi ko milaane kaa aaj se kaam karein..!

Nafraatein dil se sab mitaa dalein,
Sirf ulfaat ka kaarro baar karein..!

Baad marne ke yaad ham ko kare,
Aaj (Bibbo) aesaa koi to kaam karein..!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.