Jannat Ki Hoor Lagti Ho

Hoor Jannat Ki Mujhai Ko Lagti Hai
Es Zamee Par Hai Wo Magar Palti
Jo Bhi Dekhai Bane Diwaanaa Wo
Chaal, Wo Morni Ki Jab Chalti
Usko Husne Guruar Thodaa Hai

Us Ne Har Dil Ko Bas Yun Todaa Hai
Apni Haar Baat Us Ko Pyaari Hai

Par Anaa, Ka Na Saath Choada Hai
Us Ki Bato Ne Dil Ye Lutaa Hai

Ban Gaya Us Kaa, Jag Ye Chuta Hai
Kesaa Nataa Ye Dil Kaa Jodaa Hai
Mene Saraa Jahaan Choadaa Hai

Mujh Ko Wo Har Taraaf Nazar Aati
Muskurahat Hai Uski Tadhpaati
Us Ka Chaihraa Jo Sath Rehtaa Hai
Dil Pe Mere Ye Haath Rehtaa Hai

Bhul Na Chahun Na Bhulaa Paaun
Ban Ke Par Chaai Sath Rehti Hai

Ab To Us Ki Khushi Ko Jinaa Hai
Zehr Ho – Jaam Ho Ki Pinaa Hai

Baat Dil Ki Ye Us Ko Kehnaa Hai
Zindagi Tere Bin Naa Rehnaa Hai
Written By:- Hameeda Bibbo

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.