Dil Karta Tha Ibaadat Teri

Written By:- Hameeda Bibbo

Dil to kartaa tha sadiyon se ibaadat teri
Tujh se hi pyar chipate rahe, hayaa thi meri

Har dua mei tujhe milne ki, duaa raab se ki
Kun tujhei se na kahaa keasi, parathish meri

Dil ki baton ko sadaan dil mei dabaa kar rakkhaa
Jaan he tu, na keh paaye, anaa thi meri

Pyaar kab eishq bana, na malum hua
Tune thukradiya, haye kya thi qismat meri

Bibbo kun pyaar kiyaa tune ek einsaan se
Jis mei hoty nahi wafa, kya he kismat teri

Author: ShineMagic

2 thoughts on “Dil Karta Tha Ibaadat Teri

  1. hi……….. bibbo….

    u r shyaris is amazing………. i am fan of u……
    i love your shayaris …………….

Leave a Reply

Your email address will not be published.