Char Din ki Zindgani

Written By:- Hameeda Bibbo

Char din ki ye zind gani he
Yusse chotty ye jawaani he

Bhul bethe hei ham sabhi yusko
Yad yusko koi nahi karta

Apne raab se koi nahi darta
Ye nahi jan te jaan jani he

Moot ayegi wo to ani he
Ye nahi jan te rab se milnaa he

Apne karmo ka phal to khil na he
Jo gunaah kiye sazaye pani he

Char din ki ye gindgani he
Yusse chotti ye jwaani he

Yaad kar lo apne yus raab ko
Warna mushkil me jaan ani he

Chodh kar sab yahi pe jana he
Asli ghar to wahi banana he

Koi tum ko fikar nahi yuski
Raab ko ekdin muh dikhana he

Kesa banda he mera- mere liye
Kitni wo namaaze padhta he

Waqt he ab bhi tum samhal jao
yad kar lo thoda dar jao

Bad me phir to pachtana he
Ro ke phir yus ko yun manana he

Yus ki rehmaat he sari duni par
Yus ki enayat he sare bando par

Yus ki rehmaat he to ham or jahaan
Salaamat he sari qayenaat yahaan

Maan lo yus ko jaan lo yus ko
Thoda time yus ko dena he

Jis ne dedi sari dunia hame
Or har chiz se nawaaza he

Phir bhi ham yus ke shukr
Guzaar nahi ek din bhi padhte

Namaaz nahi kar te yusko yad nahi
Yus ka dil bahut dayalu he

Suna he maa se zyaada piyaar
Ham ko raab kar ta he

Maaf karti hei jese galti maa
Wo bhi tum ko mafkar deta he

Mafi mago ro ke sajde me
Gir jao yus ki yado me thodha

Yus ki ebadat me ab to lag jao
Baat apne rasool ki sunlo

Chodh do sare en gunaaho ko
Maan lo sari yun ki bato ko

Dekhna phir jahaan kyaa ho ga
Saj de me sabhi duwa man go

Apne rab se na door tum jao
Waqt he ab bhi tum samhal jao

Char din ki ye zind gaani he
Yusse choti he jwaani he

Written by hameeda ameer
Apna khayal rakhna
Allah hafiz bibbo

Author: ShineMagic

1 thought on “Char Din ki Zindgani

Leave a Reply

Your email address will not be published.