Janamdin Shayari in Hindi

Dost tu mera hai sabse nayara,
Tujhe mubarak ho ye tera janamdin yaara..
Meri bhi na nazar lage tujhe,
Kabhi udaas na ho tera yeh chehra,
Jo sabko lagta hai bada hai pyara..!
Happy Birthday Dear

************************
Na gila karata hun, na shikwa karta hoon,
Tum salamat raho..
Bas yahi dua karta hoon..!
Janamadin Mubarak

************************
Us din khuda ne bhi jashan manaya hoga,
Jis din aapko apne hathon se banaya hoga..
Usne bhi bahaye honge aansu,
Jis din apko yahan bhej kar,
Khud ko akela paya hoga..!!

Happy Birthday

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.