Tanhaii Sirf Tanhaii

Unse door jaane ka irada na thaa…
sada saath rehne ka vada na thaa…!
Wo yaad nahi karegi janta na thaa…….
par itni jaldi bhool jayengi andazza na thaa..!
Thak gaye hum intzar karte karte…….
royee baar baar khud se takrar karte karte…….!
Do lafz bhi unke zubaa se na nikle…
or toot gaye hum ak tarfa pyaar karte karte…….!
Manzile bhi uske thi raste bhi us ke thee……
ak mai akela thaa …..
kafilla bhi uska thaa…….!
Sath sath chalne ki soch bhi uski thiiiiii…..
phir rasta badalne ka faishla bhi uska thaa…….
Log to uske the hi, kya khuda bhi uska thaa?????????
Yadein uski khamossi ki dastan hai aaj……
milne ki arzoo mai tarasti hai aaj…….!
Aankhen hajar sabbar ke bawajood ….
RUUK RUUK KE BARASTI HAI AAJJJJJJJJJJ………….!

Author: ShineMagic

1 thought on “Tanhaii Sirf Tanhaii

  1. I was just now googling around about this when I discovered your blog post. I’m simply visiting to say that I definitely liked reading this post, it’s really well written. Are you planning toblog more about this? It seems like there’s more fodder here for later posts.

Leave a Reply

Your email address will not be published.