Hindi Love Shayari

Parchayi Aapki Hamare Dil Me Hai,
Yaade Aapki Humari Aankhon Me Hai..
Kaise Bhulaye Ham Aapko,
Pyar Aapka Humari Saanson Me Hai..!

******************
Kuch sochun to tera khayal aa jaata hai,
Kuch bolun to tera naam aa jaata hai..
Kab tak chupaun mere dil ki baat,
Teri har ada par mujhe pyar aa jaata hai..!!

******************
Hasna humara kisi ko gawara nahi hota,
Har musafir zindagi ka sahara nahi hota..
Milte hai bahot log is tanha si zindagi mein,
Par har insaan tumhari tarah pyaara nhi hota..!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.