Falak per aaftab ki aajb dastaan hai,
Sitaron se ghira hai duniya veeran hai..
Koi nahi janta uski tanhai ka aalam,
Bheed me rehkar bhi tanha sa mukam hai..
Falak per chamkna to uska mukkadar hai,
Raat ki khamosh tanhaiyan uski taqdir hai..
Badal nahi sakta koi uske haalat ko,
Isi tarah ki kuch Shayar ki taqdir hai..!!
Mehnat Lagti Hai Sapno Ko Such Banane Me ,, Housla Lagta Hai Bulandio Ko Pane Me ,, Barso Lagte Hein Zindgi Banane Me ,, Aur Zindgi Fir Bhi Kum Parti Hai Rishte Nibhane Me ,, SM
Falak Ke Teer Ka Bhi Kya Ajeeb Nishana tha ,, Idhar Mera Gher Uska Udher Aashiyana tha ,, Pahunch Rahi thi Kinare Pe Kashti E Umeed ,, Usi Waqt Is Tufan Ko Bhi Yaha Aana tha ,, SM