Bhool Gaya

अपनी यादें, अपनी बातें ले कर जाना भूल गया,
जाने वाला जल्दी में था, मिल कर जाना भूल गया,
मुड़, मुड़ कर देखा था उसने जाते हुए रास्ते में,
जैसे कहना था कुछ, जो वो कहना भूल गया l
Hamne ikrar kiya tha muhabbat ka unse
Wo hamse ekrar-e-muhabbat karna bhul gaya
Mehafil me quatl ho gaye na jane kitne
Wo anjane me parda karna bhool gaya
Fana ho gaye hum zamane ke samne unke liye
Wo sare-aam mujko begunah kaina bhool gayah
Aah bharta hai zamana mere mahboob ke naam par
Ya khuda mai kaise mai unki nazar utarna bhool gaya
Bhoolna to chaha unko kai baar maine
wo apne likhe khat ko le jana bhool gaya

Author: amitrmn

open hearted person

Leave a Reply

Your email address will not be published.