Zamane Se Keh Do Intezaar Kare

From:- Saba Sagar
Gham_e_zamana se kah do k intezaar kare,
Kisi ki zulf k saey main so geya houn main..!

Talash kar naheen sakta mujhye koi gham bhi,
Tumarey lams ki khushbo main kho geya houn main..!

Na terey wasl ki khuwahish na terey hijr ka gham,
Mera khayal hay pathar ka ho geya houn main..!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.