Tumne Wada Kiya Tha

From:- Saba Sagar

Haan ishi moor par is jagah bath kar,
Tum ne wahda kiya tha sath do ge zindagi bhar..
Choor kar tum na jao ge

Yaad hay aaj bhi muj ko us haseen sham ka manzer,
Dil jahan main ne hara tha main ne tum ko pokara tha..
Pyaar se ajnabhi kah kar..

Meri dewangi muj ko phir ishi moor par lai,
Dhundhta phir raha houn main apni veraan tanhai..
Rah gai aarzu jal kar..!!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.