Rabb Se Yahi Dua Karti Hun

Chaand taroon se lambi teri umar,
Maan… Mei raab se duwa ye karti hun..!

Teraa aanchal.. sadaan rahe saar-par,
Rooz rabb se duwa ye karti hun ..!

Jisne paida kiyaa.. or palaa mujhe,
Uspe mai jaan nisaar karti hun..!

Uska sayaa sadaan rahe sar par…
Aab to har-pal duwaa ye karti hun..!

Uski goodi mei rakh.. ke sar apnaa,
Uske aanchal se khela karty hun..

Ab to har-pal duwaa mai karti ye
Taa qyaamat rahe..saada maan tuu

Mout aaye to teri baanhoon mai,
Raab se roo kar duwaa ye karti hun..!
Written By:- Hameeda Bibbo

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.