Mujh ko Aawaz De

From:- Indresh Tiwari

Mujh ko aawaz de tue kahan hai,
Tere ben suna suna jahan hai..!
Muj ko aawaz de…

Pahle dewana muj ko banaya,
Phir mohabbat se daman churaya..!

Dard dil main hai lab pe duaa hai,
Muj ko aawaz de tue kahan hai..!

Kitni sunsaan hain yeh fazaeen,
Aaaa k tanhaiyaan das na jayeen..!

Har taraf ek huu ka samaan hai,
Muj ko aawaz de tue kahan hai..!
Muj ko aawaz de !!!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.