Maa Ki Dua

From:- Saba Sagar

Yaad rakheen hameen duaoon main,
Asi khubi hai sirf maoon main.>!

Khait,nadi,khunwan,rahar chashmain,
Ab yeh nahmat naheen hai gaoun main..!

Ham ko julsae gi ghamon ki dhuop,
Gar na bathe wafa ki chaoun main..!

Saans yun bar bar leti houn,
Us ki khushbo rachi hawaoon main..!

Kisi manzel pe bhi naheen rukti,
Kaisa chakar para hai paoun main..!

Tum wafa ka na tazakra karma,
Ab to yeh zikar hai kathaoon main..!

Mehfelen muj bin adhori hain,
Aa gayi main ghazel ki choun main..!

Aankhon se ho na pae gi barsaat,
Kuch naheen lutf in ghataoon main..!

Sab se darte hain masawa ALLAH,
Bat gae kitne ham KHUDAOON main..!

Ab mile gi kahan mujhye manzel,
Rah gai ghar k main dashoon main..!

MOLA “khanam”pe ho nigah_e_khaas,
Yeh duaa hai meri duaoon main..!!!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.