Dekha Nikal k Ghar Se To

From:- Saba Sagar

Andaaz hou ba hou teri awaaz pa ka tha,
Dekha nikal k ghar se to jhonka hawa ka tha..!

Utha ajab tasad se insaan ka khameer,
Aadi fana ka tha to pojari baka ka tha..!

Is rishta_e_latif k israar kiya khileen,
Tue samne tha aur tasawar KHUDA ka tha..!

Touta to kitne aina khanoo pe zad pari,
Atka huwa gale main jo pathar sada ka tha..!

Choup choup k roun aur sare anjaman hanson,
Muj ko yeh mashwara mere dard aashna ka tha..!

Dil rakh ho chuka to chamak aur bhar gai,
Yeh teri yaad thi k amal kemia ka tha..!

Is hussn_e_itfaaq pe lot kar bhi shahad houn,
Teri raza jo thi woh takaza wafa ka tha..!

Heraan houn k daar se kaise bacha “Nadeem”,
Woh shakhs to gareeb wa geuur intaha ka tha..!!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.