Abhi Na Uthao Mera Janaza

Abhi na uthao mera janaza logo shayd wo ajaein,
Thori dair kar lo intezar shayad wo ajaein…!

Us ko khabar na mili ho mere marnay ki,
Mera munh kafan se mat dhampo shayad wo ajaein…!

Utha to liya hai mera janaza,
Zara aahista chalo dosto
Itni jldi na kro shayd wo ajaein…!

Akhri hasrat ha meri Mujhe le chalo uski gali se,
Mere janazay ko kandha dainay shayad wo ajaein….!

Utaar to diya ha mujhe Qabar main,
Zara thehar jao doston
Maati dalnay me kuch to dair karo shayad wo ajaein….!..!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.