Wafa Ke Waade Bhula Diye Shayari

Wafa k waade woh sare bhula gaya chup chaap,
Woh mere dil ki diwareen hila gaya chup chaap..!

Gham_E_hayat k tapte huwe bayaan baan main,
Humain woh choor k tanha chala gaya chup chaap..!

Najane koun sa woh badnaseeb lamha tha,
Jo gham ki aag main muj ko jala gaya chup chaap..!

Main jis ko chuta houn ”ishrat”woh zakhm deta hay,
Woh phool ase chaman main khila gaya chop chaap..!!!!
From:- Saba Sagar

Author: ShineMagic

1 thought on “Wafa Ke Waade Bhula Diye Shayari

 1. Wafa k waade woh sare bhula gaya chup chaap,
  Woh mere dil ki diwareen hila gaya chup chaap..!

  Gham_E_hayat k tapte huwe bayaan baan main,
  Humain woh choor k tanha chala gaya chup chaap..!

  Najane koun sa woh badnaseeb lamha tha,
  Jo gham ki aag main muj ko jala gaya chup chaap..!

  Main jis ko chuta houn ”ishrat”woh zakhm deta hay,
  Woh phool ase chaman main khila gaya chop chaap..!!!!

Leave a Reply

Your email address will not be published.