Teri Ruswai

From:- Saba Sagar

Samne aa k tuj ko pokara naheen,
Teri ruswai muj ko gawara naheen..!

Zakhm sene k tuj se chupaoun ga main,
Pyaar ka naam lab par na laoun ga main..
Haar kar bhi yeh bazi main hara naheen..!

Shukriya tum ne jo dard muj ko diya,
Khush raho phir bhi deta houn tum ko duaa..
Koi shikwa zubaan par tumara naheen,
Teri ruswai muj ko gawara naheen..!!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.