From:- Mani Ali, Rawalpindi
Aansuon Ki Tarha Nazron Se Mujhy Giraya Us ne,
Apni Khabar na Mili Kuch Aisy Khak main Milaya Us ne..
Elzam Mujh Par Lagaya Magar BEWAFA Khud Tha Wo,
Pehley Deewana Bnaya Phir Mujhy Thukraya Us ne..
Us Ko Tskeen Milti Hai Mujh Ko Staney main,
Mujhy Geeli Lkrri Ki Manind Jalaya Us ne..
Aaya na Tha Us Ko Vaada Wafa Karna,
Logo Ko Jhuta Apni Wafa K Qissa Sunaya Us ne..
Tanhaiyon K Dard Se Khoob Waqif Tha Wo Phir B… MANI
Duniya main Mujhe TANHA Banaya Us ne.
Do pyase dil aik huwe hain aise
Bichare ge ab kaise
Tum pyaar mujhye karte hi rahna
Sari umar tum aise
Ek douje main kho jate hain
Nadiya sagar jaise
Tuj se hay yeh zindgani
Tuj se hay sanj aur sawera
Sathi kabhi tu na ruthe
Tutye na bahoon ka ghira
Mere sanam teri kasam
Tuj se hay wahda yeh mera
Aise raheen ge
nain aur nindea jaise
Qadmon tale har khushi hay
Kitni haseen zindagi jaise
Aankhon k tu roeberoe hay,
Dekhon jidhar tu hi tu hay
Zamana judaa kar na paye
Aise raheen ge phool aur khushbo jaise
socha Hi Nahi Unhone Kabhi
Ki Hum Yun Kyun Juda Ho Gaye
Humne To Kabhi Bhi Unke Siva Kuch Nahi Socha Kuch Nahi Jana
Phir Bhi Un Hi Ki Khushi Ke Liye Hum Bewafa Ho Gaye
tum se aachhi meri sigrate hoti hai jo dil ko jala deti hai per hoto ko chum leti hai.