Unko hame satane ka bahana mil gaya,
Hame hamari maut ka thikana mil gaya…!
Hame to unke saath ki umeed thi jo na mila,
Par phir bhi khush hun ke unko sara jamana mil gya…!
Hamari juban ko tumne khamoshi ka kinara kya diya,
Hamari ankho me ashko ka najara khil gya…!
Ye kya kam tha ke ik nazar uthai thi ham par,
Unke pyar ne kambakht hamara dil hi jala diya…!
Hum to dard ko khuda hi maan baithe hain ab,
Hamare marne ke bahane me sath tumhara ban gaya…!
Kya malum tha ke haqiqat me sath dega khuda,
Par phir khwab aaya ke hamara ek jakham hor badh gaya…!..!!
very nice.
Nifty post on Unko Hame Satane Ka Bahana Mil Gaya | Mail Shayari – and solid domain by the way!