2 Line Sad Shayari in Urdu

Jahan Jahan Koi Thokar Hai Meri Qismat Main,
Wahin Wahin Liye Phirti Hai Zindagi Mujh Ko..!!

**********************************
Nahin karenge aaj ke baad kabhi mannatein tumhari,
Khuda jab raazi hoga tab tum to kya har cheez meri hogi.

**********************************
Usko maloom hai ke uske bina hum toot jayenge,
Phir kyun wo aazmata hai hum ko bichar-bichar kar.

**********************************
Waakif hain hum iss duniya ke riwazon se,
Jab dil bhar jata hai toh har koi bhula deta hai ..

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.