Mujhe Hosh Me Naa Laao

Mujhe hosh me naa laao mere Dosto…
Is Aalam me woh mujhe mere sang Nazar aati Hai…. !
Kuch karna hai jo mere liye.. To Ehasaan karo,
Do Chaar Jaam Aur De Do Abhi Raat Baaki Hai….!!!

*************************************************************

Main alfaaz hun teri har baat samajhta hun,
Main ehsaas hun tere jazbaat samajhta hun…!
Kab pucha tujhse ke kyun tu duur hai??
Main Insaan hun tere haalat samajhta hun….!!!!

If you like this shayari, Please like and share on Facebook

 
   

Please Like MailShayari on Facebook

Mail Shayari on Facebook

One Response to “Mujhe Hosh Me Naa Laao”

  1. Tosha Says:

    Nice shayari collection!!

Leave a Reply

*