Mujhe Yaad Rakhna Shayari in Hindi

Tum ruth jao mujhse, aisa kbhi na karna,
Main ek nazar ko tarsu, aisa kbhi na karna…!

Main puchu hazaro baatein, soo soo sawal kar ke,
Tum kuch bhi jawab na do, aisa kbhi na karna..!

Mujhse mil ke hasna, mujhse mil ke rona,
Mujhse bichad ke jee lo, aisa kbi na krna..!

Tum chand banke rehna, main dekhta rehuga,
Kise roz tum na niklo, aisa kbi na karna..!

Tum chahe jao jb bhi, main dakuga tumhara rasta,
Tum loat k na ao, aisa kbi na krna..!

Tum chaho jisko bhi, main mana nhi karuga,
Par tum mujhe h bhul jao, aisa kbi na krna…!

Main dua karuga, har pal tumhari salamti ki,
Par tum mari hi maut chaho, aisa kbi na krna..!

Tum ruth jao mujhse, aisa kbi na karna,
Main ek nazar ko tarsu, aisa kbi na karna..!
Written by Minal Sharma

Author: ShineMagic

1 thought on “Mujhe Yaad Rakhna Shayari in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published.