From:- Saba Sagar
Dil gaya tum ne liya ham kiya kareen,
Jane wali cheez ka gham kiya kareen..!
Hay larai aaj husn_o_ ishq main,
Dekhiye woh kiya kareen ham kiya kareen..
Jane wali cheez ka gham kiya kareen..!
Bakhsh dena piyar ki ghustakhiyaan,
Dil hi qabo main naheen ham kiya kareen..
Jane wali cheez ka gham kiya kareen..!
Hoon ge poure apne armaan kis tara,
Shoq be had kam hay ham kiya kareen..!
Jane wali cheez ka gham kiya kareen,
Dil gaya tum ne liya ham kiya kareen !!
Aaj Bhi Mere aur uske Dil Me Koi Nafrat nahi hai Arun Dil Se pyar karta hai ki nahi arun & angel