From:- Parvesh Singh
1) Haqikat Ho Tum Kaise Tujhe Sapna Kahu,
Tere Har Dard Ko Me Apna Kahu Sab Kuch..
Kurban Mere Yaar Tujh Par Kaun Hai,
Tere Siva Jise Me Apna Kahu !!
2) Jindagi 6oti Or Jina Aasan Hai,
Sath Nibhana Bada Muskil Kam Hai,
Magar Ye Vada Raha Jabtak Jindagi Hamare Paas Hai,
Hum Hamsafar Bankar Aapke Saath Hain !!!!!!!
3) Safar Dosti Ka Chalta Rahe,
Suraj Chahe Har Sham Dhalta Rahe,
Kabhi Na Dhalegi Apni Dosti Ki Shaam,
Chahe Har Rishta Rang Badalta Rahe !!
4) Dosti Najaro Se Ho To Kudrat Kehte Hai,
Sitaro Se Ho To Jannat Kehte Hai,
Husn Se Ho To Mohbbat Kehte Hai
Aur Hamse Ho To Use Kismat Kehte Hain !!
5) Yaad Aai Kabhi To Aankhen Band Nuhi Karna,
Hum Chale Bhy Jain To Ghum Nuhi Karna..
Ye Zaroori Nuhi Har Rishte Ka Koi Nam Ho,
Par Dosti Ka Ahsas Dil Se Kam Nuhi Karna !!
6) Zindgi Me Kuch Na Paya To Kya Gum Hai,
Aap Jaisa Dost Paya Ye Kya Kam Hai..
Ek Choti Si Jaga Payi Hai Jo Aapke Dil Me,
Wo Jagah Kisi “Taj Mahal”Se Kya Kam Hain !!
7) Jio Itna Ki Marna Mushkil Ho Jaye,
Haso Itna Ki Rona Mushkil Ho Jaye,
Kisise ‘Dosti’ Banana Achhi Bat Hai,
Magar Nibhao Itna Ki Bhulana Mushkil Ho Jaye !!
8) Fiza Mein Mehekthi Shaam Ho Tum,
Pyar Mein Jhalaktha Jaam Ho Tum,
Tumhe Dil Mein Chupaye Phirte Hain
Aai Dost Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum !!
9) Chhote Se Dil Mein Gum Bahut Hai,
Zindagi Me Milte Har Pal Zakhm Bahot Hai..
Maar Hi Dalti Kab Ki Ye Dunia Kambakht,
Kuch Dosto Ki Duao Me Dam Bahot Hai !!
10) Majboor Hum Nahi Ki Usko Bhool Jaye,
Khilona Ham Nahi Ki Yuhi Toot Jaye..
Dua Se Kharida Hai Humne Apni Dosti Ko,
Daulat Se Nahi Ki Rakh Ke Bhool Jaye !!
my name is khan something dabang hong kong has
new bharat time and father nanavati hosipital marg sunshionhas father soulations bandra sretion
ground floor and something salman khanamir khan
shahrukh khan was dabng was fatheer and
jis sham mere lab pe tera naam na aaye’ khuda kre aasi sham na aaye’jane wafa ye mumkin hi nhi dil ka afsana likhu our tera nam na aaye
Tijhe nahi pata kase pilai jaati jai sisi klalholne se pahale botel helai jaati haih
pinkey shah gila unsai nahi gila apni majburiyo sai kartai hai o dost karib na sahi mohbat to ham unki duriyo sai vi kartai hai
bina kahy jo sab jan jatai hai bina kusur jo sab sahy jatai hai dur rahy kar vi apna farj nivatai hai o hi ristai dosti kai layak kahykatai hai