Barkaton ka Ye Mahina Hai

Written By:- Hameeda Bibbo

Barkaton ka ye mahina hai,
Or ramzaan sab ko rakhna hai.

Apne raab se duaa ye mangein gey,
Rehm duniya mein sab pe karna hai..!

Koi chota bada na duniya mein,
Sarey bandey us khuda ke hain..!

Ek ho kar rahein sabhi bhai,
Pyaar ek dusrey ko kar na …hai..!

Dil se sab nafratein mita dalo,
Eid par sab ko galey milna hai..!

Ao wada aaj ye kar lein pyaar se,
Sirf ab to rehna hai.barkaton ka..!

Witten by hameeda ameer
Apna khyal rakhna
Allah hafiz

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.