Arman

From:- Mani Ali, Rawalpindi, Pakistan

Dil Se Vasl-E-Yaar Ka Arman bhi Gaya,
Dekha Jo Ghar Udas To Mehman bhi Gaya…!
Kar Li Hai Us ne Gham-E-Yaar Se Dosti,
Lo Apne Hath Se Dil-E-Nadan bhi Gaya…!

Mushkil Tha Apni Raah Pe Lana Usey Magar,
Tha Baat main Khaloos To Wo Maan bhi Gaya…!
Dikhlaye Kya Bahaar ne Josh-E-Janoon Ke Rang,
Daman Bucha Rha Tha or Gareban Se bhi Gaya…!

Us Ki Wafa na Hasil Hui Mujhey,
Mein Us Ke Dar Pe Dil-O-Jaan bhi Le Kar Gaya….!..!!!!!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.