Tab Yaad Tumhari Aati Hai

From:- Mohd Anwar

Hawa jab tez chalti hai tumhari yaad aati hai,
Jab patte SAR saraate hai tumhara zikar hota hai..!

Khabi bhoole se mere dil mai aaker dekho,
Yaha ek mehfil sazti hai or tumhara Zikar hota hai..!

Tumhe kaise bataoon kitni chahat Maine ki hai tumse,
Kahbi jab aasoun chalakte hai to tumhara zikar hota hai..!

Khabi chand KO mai dekhon khabi taron KO mai ginu,
Khabi jab chandni muskurati hai or tumhara zikar hota hai..!

Zamana hai to bahout zalim kahi tumko cheen Na le,
Mai khmoos hota hoon or tumhari yaad aati hai..!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.