Jaam aur Aansu Shayari

Ye soch ke main sharaab nahin peeta ke kitna piyunga,
Har jaam pe aayegi teri yaad, itna piyunga to kitna jiyunga….

Bharunga tere diye jakhmon ko ab sharaab se,
Aansuon ke dhaage se aur kitna siyunga…

Badh jati umar meri jo ho jata didaar,
Ek tasveer ke sahare aur kitna jiyunga,

Jaam aur aansu dono utarunga ab halak se,
Dekhna ye hai kisko kitna piyunga…

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.