Yeh Mera Sehar Nahi

From:- Saba Sagar
Yeh shehar k mera shehar naheen
Phir bhi hay shehar yaar yahan,

Tum bhi dour se aey ho,
Tumare dam se hay bahar yahan..!

Tumeen shehar ki kiya zarorat hay,
Tumari aankhon main ek daiyar hay..

Main is daiyar main ja kar rah loun ga,
Jahan har dam ek nasha sa hay..

Yahan har dam ek khumar hay,
Tum jahan bhi ja kar rah lo gey..
Bane ga shehar pyaar wahan..

Tum jis bhi dais main jao gey,
Basey ga shehar yaar wahan..!!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.