Wo Ajnabi Ajnabi Se Chehrey

From:- Mani Ali, Rawalpindi

Wo Ajnabi Ajnabi Se Chehrey, Wo Khwab Khemey Rwaa Dwaa Se,
Bssey Huway Hain Abhi Nazar main Sabhi Manzar Dhuwa Dhuwa Se..
Ye Akas Daag-E-Shikasta K or Wo Rang-E-Zakham Yaaron K,
Mein Ghm-Gusaron main Hu K Baat Cherru Kaha Kaha Se..!

Ye Sng-Rezi Adavaton K or Wo Aabghiney,
Dil-E-Musafir Kbool Kar Le Mila Hai Jo Kuch Jaha Jaha Se..
Bichrrney Wala Bichrr Chla Tha To Umar B Ganwa K Jata,
Tere Liye Sheher Bhar main Zakham main Khaoo Zuban Zuban Se..!

Meri Mohabbat K Vehmo Se Prey Tha Tera Wjood… Verna,
Jaha Tera Aks Thehra Mein Ho K Aya Hu Waha Waha Se..
Tum Hum-Safar Ho Kisy Khabr Hai Kidhar Ho,
Mein Dastak De De K Puchu Mkeen Mkeen Se, Mkan Mkan Se..!

Abhi Mohabat Ka Naam Labo Pe Rehney De… MANI,
Abhi Hai Chahat Neyi Neyi Si Abhi Hain Jzbey Jwan Jwan Se..!!

If you like this shayari, Please like and share on Facebook

 
   

Please Like MailShayari on Facebook

Mail Shayari on Facebook

Leave a Reply