2 Line Sad Sms
Hum ne Socha Tha k BatayenGe Sab Dukh Dard Usko..
Usne to Itna Bhi Na Pucha K Udaas Kyun Ho…
**
Us nay ek baar kaha tha pyar sirf mujh say krna..
Phir aj tak mOhabbat ki nigah say kbi khud ko bhi nhi dekha maine..
**
Kafan ki gira khol kar mera dedar to kar lo
Band ho gae hai wo ankhain jinhy tum rolaya karty the
Related shayaris:
Please Like MailShayari on Facebook |








January 24th, 2012 at 8:55 am
Bohot h duniya me gam ki numaish dekhne wale,
par is gam kharidar koi nahi,
yun to har par tuta h dil wafa ki chah me,
phir b is dil ka gunahgar koi nahi.