Pyar 4 Line Shayari

Pyaar me maut se darta kaun hai,
Pyaar ho jaata hai Karta kaun hai.
Aap jaise yar par dunya qurban,
Aur Aap puchte ho ki hum par marta kaun hai.
——————————————–
Pyaar ka to Dushman Zamana hai,
Har Aashiq ke Pyaar ka apna hi fasana hai.
Sab ko pata hai Ansu hi milte hai Pyaar me,
Phir bhi kyun har koi Pyaar mein Deewana hai.
From:- Indresh Tiwari

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.