Phulo Se Hasin Muskan Ho Aapki

From:- Parvesh Singh

1) 3 Chizon Par Kabu Rakho,
“Gussa” “Daulat” “Aurat”..!
3 Chizon Se Nafarat Karo,
“Zulm” “Gurur” “Bewafai”..!
3 Chizon Ko Apnaoo,
“Iman” “Sachai” Aur ” Meri Dosti” !!

2) Phulo Se Hasin Muskan Ho Aapki,
Chand Sitaro Se Jyada Shan Ho Aapki..!
Jindagi Ka Sirf Ek Hi Ho Maqsad,
Ki Aasman Se Unchi Udan Ho Aapki !!

3) (Ehsaas)Aap Ki Mohabat Ka,
(Wishvaas)Aap Ki Batoon Ka,
(Qadar)Aap Ke Naam Ki,
(Fikhar)Aap Se Dosti Ka,
Intizar)Aap Ke Sweet Sms Ka !!

4) Hmari Dosti koi Sardi Bhukhar Nai,
jo Aakar 2-4dino Me chali Jaaye..!
yeh To hiv-Aidski Tarah Hai,
jo Ek Baar ho Jaaye To..
Maut Ke Saath Hi Khatam Ho ke Jaaye !!

5) Sweet Sa Waqt Dekh Kar Apne,
Sweet Se Friend Ki Sweet Si Yad Aayi..!
To Socha Ke Sweet Sa Sms Kar lu Taki,
Humari Sweet Friendship Me Thodi Sweetnes Aur Badh Jaye !!

6) Kisi Ko Apni Khubio Ka Ahsas Nahi Hota,
App Jaise Dosto Ka Milna Itfaq Nahi Hota..!
Kucha Aacha Kiya Hoga Humne,
Varna Aap Sath The Hume Viswas Nahi Hota !!

7) Dosti Dosti Nahi, Khuda Hota Hai.,
Mehsus Tab Hota Hai Job Wo Judha Hota Hai..!
Bena Dost Ke Jena Ek Saja Hota Hai,
Aur Dost Aap Jaisa Ho To Jeena Ek Maza Hota Hai !!

8) Aasmaan Ke Taare Aksar Puchate Hai Humse,
Kya Tumhe Aaj Bhi Intzaar Hai Uske Laut Aane Ka..!
Aur Ye Dil Muskurake Kehta Hai,
Mujhe Abb Tak Yakin Nahi Hua Uske Jane Ka !!

Author: ShineMagic

34 thoughts on “Phulo Se Hasin Muskan Ho Aapki

  1. Duniya jise need kahti hai,
    jane o kya cheej hoti hai,
    aankhe to ham bhi band karte hai jaan,
    par o tumse hi milne ki tarkeeb hoti hai

  2. kash khushiyo ki koi dukan hoti
    usse hamari thori si opahchaan hoti,
    bhar dete khushiyo se aapka daman bhale
    uski keemat hamari jaan hoti

  3. Aaj ho gaya hu tanha yaaro koi mera gamkhar nahi,
    maut ka hame bharosa hai jindh=gi ka aitbar nahi,
    gam na hai iska o saath nahi ,yade to unki saath hai,
    gam hai to bas itna jo hua unka deedar nahi,
    jo dede mujhe jhutha dilasa aisa koi tarafdar nahi,
    aaj mujhe aisa lagta hai har sanam bevfa hai
    kisi ki dil me pyar nahi.

  4. aapki maafik aapki yade bhi hame chhor jayengi ,
    aaj bani hai dost kal ye bhi rishta tod jayengi.
    mujhe yakeen hai ye aap ki tarah majhdar na dengi,
    jate jate mera rishta shamshano se jod jayengi.

  5. game mohabbat me jo kalam ka sahara mila,
    dubti kashti ko jaise koi kinara mila,
    maykhano me jake jis dil ko bhi tatola
    mujhe o dil hi muhabbat ka mara mila.

  6. Subah peete hai shaam peete hai,
    leke sanam ka naam peete hai.
    ek hami nahi akele peene vale,
    dard ke maare log tamam peete hai.

  7. manshubo ke pankh laga ke ashmano me udne ka shauk tha,
    aisa gira ki saare manshube bikhar gaye,
    jalim tere mohabbat me dil ne aisa jakhm khaya,
    un jakhmo ko sukhne me ka arse guzar gaye.

  8. log jindgi ki baat karte hai, hum unhe jaan samjh baithe,
    apni saari khwaisho ka armaan samjhte baithe,
    par kya kare ham duniya walo se gila,
    jab mere chahne vale muje anjaan samjh baithe.

  9. Nadiyo se kinare aksar chhoot jate hai,
    ham itna rote hai ki aakash ke tare toot jate hai,
    hamri kismat me aksar aisa hi hota hai,
    jinhe ham chaahte hai o rooth jate hai.

  10. Giravt ki jindgi ham jiya nahi karte ,
    peechha ham kisi ka kiya nahi karte .
    o to dil tha jo tumpe aa gaya ,
    verna ham dil bhi kisi ko diya nahi karte.

  11. Jane kyo aap hamse duri rakhte hai,
    puchha jaye sabab to bahana majboori rakhte hai,
    apni namumkin sharte bhi hamse puri karvake,
    hamari milne ki khwaish bhi andhuri rakhte hai.

  12. aap kahte hai majboor hai ham,
    na chahte huye bhi dur hai ham,
    chura li aapne hamari dharkne ,
    fir bhi kahte hai beksoor hai ham.

  13. Yu dur rahkar duriyo ko badhaya nahi karte.
    apne deewane ko uyu sataya nahi karte,
    har wokt jise sirf aapka khyal ho,
    use apni aawaz ke iye tadpaya nahi karte.
    ( sweethrt pls give a misscall)
    missing u every pal

  14. Ham bewfa se rishta bana baithe,
    uski saadgi se dokha kha baithe.
    Patthro se tha rishta unka ye jante huya bhi,
    ham sheeshe ka ghat bana baithe.

  15. sajte edil ke tarane bahut hai,
    jindgi jeen eke bahane bahut hai,
    aap hamesha muskurate rahiye,
    aapki muskurahat ke deewane bahut hai.

  16. Zindagi ka Pinjra Kisi Din Toot Jaay Ga
    Phir Musafir Kisi Rah Main Choot Jaay Ga
    Abhi Sath Hai To Baat Kar Lia Karo
    Kya Pata Kab Zindagi Ka Sath Choot Gaay Ga

  17. Husn Ki taarif na kijiye
    suna hai Deewaro ke bhi kaan hote hai
    bhagaa kar koi aur le jata hai
    hum maasum yu hi badnaam hote hai.

  18. Tujse Doori Ka Ehsaas Satane Laga,
    Tere Saat Guzra Har Lamha Yaad Aane Laga,
    Tujhe Jitna Bhi Bhulane ki kooshish Ki,
    Mere Tu Aur bhi Dil Ke Pass Aane Laga,

  19. Hum Tum Se Door Kaise Rah Paate
    Dil Se Tumko Kaise Bhool Paate
    kaash Tum Sanso Ke Alava aaine me base hote
    Khud ko dekhate to Tum Nazar Aate.

  20. Zindagi to bohat kam hai mohabbat k lie,
    Rooth kr waqt gawane ki zarorat kia hai,
    Rooth jane ki ada hum ko bhi ati hai,
    Kash hota koi hum ko bhi mananay k liye…

  21. Gam na ho waha jaha ho fasana aapka,
    Khushiyan dhundhti rahe aashiyana aapka,
    Wo waqt hi na aaye jab aap udas ho,
    ye duniya bhula na sake muskurana aapka.

  22. na wo farishta ho na farishtay jaisa ho
    Mujay talash hy uski jo meray jaisa ho
    Mery khuloos ko pehchanta ho bus kafi hy
    Wo jo b ho, kahien b ho, kaisa b ho

  23. shah Jaha Murkh Tha Kya Jaroorat Thi Itna Paisa Kharch karne Ki Taz Par,Ek nahi Hazaro Mumtaz Mil jaati Us Paise ke Byaaz par

  24. Main lafzon se kuch bhi izhar nahi karta
    Iska Matlab ye to nahi ki main tujhe pyar nahi karta

    Chahta hu main tujhe aaj bhi
    Par teri soch me apna waqt bekar nahi karta

    Tamasha na ban jay meri Mohabbat kahin
    Isliye apne dard ko Aashakar nahi karta

    Jo kuch Mila hai Usi me khush hun
    Tere liye Khuda se takrar nahi karta

    Par kuch to baat hai teri fitrat me zalim
    Warna tujhe chahne ki Khata baar baar nahi karta

  25. Kismat Ke Aage Hume Mazbur Hona Pada,
    Na Chahte Huye Bhi Unase Door Hona Pada,
    Kya Kare Unaki Judai Ek Pal Bhi Sahi Nahi Jaati,
    Isliye Aankho Ko Aasuo Se Bhigona Pada,

  26. Tumhi Ko Chaha Hai Tumhi Se Pyar Hai Agar Tum Zindagi Hoto Zindagi Se Pyar Hai.Tum Kisi Aur Ki Hojao To Koi Gam Nai Mujhe Tum Se Nai Tumhari Khushi Se Pyar Hai.

  27. Har Pal Hai Naya Jaane Ye Pal Kyun Hai Ruka..!
    Teri Rah Me Hoon Mai Khada,Taqdeer Me Mere Tu Jo Hai Mila.
    Kya Kahoon Tujko Dil Me Maine Baanliya-Tu Kahin Jaaye Tere Saaye Me Hoon Mai Bhicha..!

  28. Dil Me Mere Kya Hai Itni Samaj Mujme Nahi..Tu Muje Kya Hai Itna Ilm Mujme Nahi.!
    Kya Pata Kya Baath Hai Dil Mera Kyun Bechen Hai-Bas Tujhe Dekhne Ki Khwaish Hai Har Ehsaaz Tujse Jodne Ki Khwaish Hai..!
    Majboor Tu Saath Me Nahi-Dil Me Hai Par Nazar Me Nahi.
    Dil Se Tujhe Nazron Me Khada Kardoon,Dil Me Tadap Kya Hai Bayan Tujhe Kardoon..!

  29. Nazar Jo Teri Mujhe Dhoondthi Rahe.. Mai Kahin Chupjavun Aise Hi Nazren Meri Tujhe Aazmathe Rahe..!
    Tadap Jo Thi Teri Aankhon Mein
    Tu Kuch Kahe Ya Na Kahe-Nazren Teri Dil Ki Baath Kehthi Rahe..!

  30. Socha Na Tha Ye Subah Itni Khareeb Laayegi Socha Na Tha Aisi Khwaish Haqeeqat Payegi.
    Sab Log Hain Mehfil Me Ek Teri Hi Maujoodgi Hasee Layegi.
    Din Aur Safar Shuru Huva Hai Ek Tere Hi Noor Se- Ab Guzaar Na Nahi Hai Ye Din- Bas Rehna Hai Khareeb Teri Har Saanson Se..!

  31. Tujse Mulaqat Nahi Huvi Aaj Majboor Kisi Aur Rah Pe Chalna Pada Aaj..!
    Lagtha Raha Chalraha Hoon Teri Hi Khayalon Me-Bas Teri Yaad Hi Kar Rahi Thi Dil Pe Mere Raaj..!
    Miljayenge Kal Phir Wahi Nazren Wahi Khushi-Phir Wahi Rahat Wahi Dil Ki Aahat..!

  32. Kasam Hain Tume Jaane Jaana Abhi Se Bhula do Mujhe Kabhi Naa Bane Jo Main Woh Ashq Hu Tum Mutaa Do Mujhe Meri Baat Maano Hakkikat ko Jaano Ye Jid Chhod Do Kisi Our Sehjaade Se Tum Sanam Apna Dil Jod Do ___329482

Leave a Reply

Your email address will not be published.