Hindi Shayari on Anna Hazare

Anna itna aage nikal gaya
Or hum abhi tak so rahe hain
Corruption faila rha hai aatank
Or hum barbad ho rhe hain
Support Anna Against Corruption
**
Gandhi ne freedom dilwai
Free hui yeh duniya sari
Anna tum aage bhado
Ab aai hai tumhari bari
We all are with u Anna!!!

Author: ShineMagic

13 thoughts on “Hindi Shayari on Anna Hazare

  1. Anna itna aage nikal gaya
    Or hum abhi tak so rahe hain
    Corruption faila rha hai aatank
    Or hum barbad ho rhe hain
    Support Anna Against Corruption

  2. is kalyug me a anna se kam nahi chalega kam se kam har gaun har city har town aur har parowar me ek ahinsawadi anna ki jarurat hai

  3. anna aap sangharsh karo hum tumhare sath hai.chahe khoon ki nadiya hi kyon na bahani pade curruption khtam karna hai.
    BHARAT MATA Kİ JAİ

  4. teri bhasha se pata lagta hai k tu indian to nahi hai…anari to tum or tumhare jaise bekar log hain jo itne wakt se coruption is a necessary evil for development ki mala jap rae ho..poor you!!kuch nahi to izzat se bado ka naam lena hi seekh lete anti social element………………..

  5. Neemuch, BJP se dara kar sub partiya befkufe bana rahi he Hum tume BJP se bachaeng, par hum se tume kaun bachaega. Naukri nahi, raod nahi, paani nahi, bijli nahi, jahan 1000 rupeye me kaam hoga wahan hum 1000 corore rupeye lagyenge, aur aap fir bhi hume vote denge, parivar vaad hi sub kuch he. apne paise he bhai jo ye apne gharo me le ja rahe he

Leave a Reply

Your email address will not be published.