Bhool Maaf Karna Sms

Is dost ki har khata ko maaf kar dena,
Har gile har shikve ko dil se saaf kar dena..
Akele na sehna koi bhi taklif,
Dukh ho ya sukh half-2 kar lena..!!
*************************************

Ho gayi ho gar humse koi khata hame maaf kar dena,
Sabab humaray kabhi jo tumhara dil dukha humain maaf kar dena..
Zindagi ke kisi morr par yeah aankhain jo ho jayein band,
Hai tum say bas itni ilteja humain maaf kar dena..!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.