Aantakwad ke Khilaf Shayari

Dard ki na koi Sarhad
Na Majhab hota hai…
Titliyan masalne walon ke sath,
Na Khuda na koi Rabb hota hai…!!

************************
Kaise hogi us maa ki halat,
Jiske bache ne kaha hoga-
Mai aaj school nahi jaunga..
Aur maa ne use dant dapaktkar
Sckool bheja hoga…

#PeshawarAttack
#MumbaiAttack
#PakistaniAttack
#TalibaniAttack

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.