Mere Desh ki Larki Shayari

Woh masharki zulfoon ki pakiza chaaoun,
Woh laage ki lakir se pare dare dare se paoun..
Woh hontoon pey haya ki lali,
Woh kanoon main be aawaz bali..
Hatoon ki lakiroon pey sabar karne wali,
Arsa huwa nazar nahi aayi,
Woh sharam o haya ka peikar,
Mere desh ki larki kis ne chura li…..
From :- Saba Sagar

If you like this shayari, Please like and share on Facebook

 
   

Please Like MailShayari on Facebook

Mail Shayari on Facebook

Leave a Reply