Mohabbat Pani hai

From:- Saba Sagar

Mohabbat pani pani hai
Meri pani ki basti hai..
Samandar paar karne k liye,
Kaghaz ki kashti hai..!

Diloon k khana_e_verani ka
Yun matam naheen karte
Jahan badal naheen hote
Wahan rahmat barasti hay

Mohabbat k kharedaran miyan
Upar se ate hain
Mohabbat zindagi de kar
Agar mil jaye sasti hai..!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.