Zamane Beet Jate Hain

From:- Ahsan Jawaid

Müqaddar aazmane mein Zamaañe Beet Jate Hain,
Müradein dil ki paane mein Zamaañe Bèét Jaate Hain..!

Nahi rakhta köi himmat agar Izhar-e-Ulfat ki,
Zaban par baat laanay mein Zamañe Bèét Jaate Hain…!

Mohabbat zindagi mein jo bäri mushkil se milti hai,
Magar us k nibhanay mein Zamañay Bèét Jate Hain…!

Agar 1 baar Aankhøn mein achañak aa base koi,
Use dil se bhulañe mein Zamañe Bèét Jate Hain.!!

If you like this shayari, Please like and share on Facebook

 
   

Please Like MailShayari on Facebook

Mail Shayari on Facebook

Leave a Reply