Muj ko Aawaz De

From:- Saba Sagar

Muj ko aawaz de tue kahan hai,
Tere ben suna suna jahan hai..
Muj ko aawaz de..!

Pahle dewana muj ko banaya,
Phir mohabbat se daman churaya..
Dard dil main hai lab pe duaa hai,
Muj ko aawaz de tue kahan hai..!

Kitni sunsaan hain yeh fazaeen,
Aaaa k tanhaiyaan das na jayeen..
Har taraf ek huu ka samaan hai,
Muj ko aawaz de tue kahan hai..!
Muj ko aawaz de !!

If you like this shayari, Please like and share on Facebook

 
   

Please Like MailShayari on Facebook

Mail Shayari on Facebook

Leave a Reply