From:- Saba Sagar
Jo kia hai aaj wada Yunhi umar bhar nibhana,
Meri zindagi hai tum se Kaheen tum badal na jana..!
Jo chupi thi baat dil main Woh laboon pe aa gayi hai,
Mere dil ki dharkane hain Tere piyar ka fasana..
Tere piyar ki nishani Mujhe zindagi se piyari,
Mere piyar ki gawahi Yeh mera nazar jhukana..!
Jo kia hai aaj wada Yunhi umar bhar nibhana,
Meri zindagi hai tum se Kaheen tum badal na jana !!
Mujhay iss ka ghum nahi hai, k bad’al gayi hai dunya
Meri zindagi hai tum say, kahin tum bad’al na jaana
Subhan Allah