Mere Chand

From:- Saba Sagar

Raqs main raat hay badan ki tarah,
Barshoon ki hawa main ban ki tara..!

Chand bhi meri karwaton ka gowah,
Mere bester ki har shikan ki tara..!

Chaak hay daman kaba_e_bahar,
Mere khawaboon k perhen ki tara..!

Zindagi,tuj se dour rah kar, main,
Kaat loun gi jalawatan ki tara..!

Muj ko tasleem,mere chand,k main,
Tere hamrah houn ghhen ki tara..!

Baarha tera intezaar kiya,
Apne khawaboon main ek dulhan ki tara..!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.