Bekhauf Mohabbat ka Hunar

From:- Mohd Anwar

Wo jo bekhauf muhabbat ka hunar deta h,
Haan wahi shakhs bichhadne kabhi dar deta hai
Pyar bhar deta h udne ki tamanna dil mein,
Aur merepankh b pathar k wo kr deta h,
Mere hisse k khuda gam toh mujhe milte hain,
Mere hisse ki tu sab khushiyan kidhar deta h,rishta hi pyar ka
hota h ek aisa rishta, tanha dunia se jo ladne ka hunar deta hai..!!

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.