Rulata Hai Vo Barish ki Tarah

Wo rooz mujh ko rulata hai barisho ki tarhan,
Main.. Hansti rahi hun.. Phuloon ki kiyaariyoon ki tarhan..!

Maine har subha naya …ghar ik….banaya hai,
Wo todh – detaa… He rait ki dherriyoon… Ki tarhan..!

Jab main .. Roo..kar jane lagti hun.. Chodh.kar uss.ko,
Wo mana letaa hai mujh ko… Chote bachche ki tarhan..!

Umar beeti hai…saari ruthne manane mein,
Agai . Shamei .zindgi bas qreeb… Esi tarhan..!

Rait ki mutthi ki …tarhaa …. Zindagi ham ..sabki
Jane kab…khtm ho jaye ye bulbule ki tarhaan..!!!!
Written By:- Hameeda Bibbo

Author: ShineMagic

Leave a Reply

Your email address will not be published.