Bachpan ki Yaad Shayari
Sunday, January 22nd, 2012Woh bhi kya din the Mummy ki goad or Papa ke kandhe Na Paise ki soch Na life k funde Na kal ki chinta Na future ke sapne Or Ab Kal ki hai fikar or adhure hai sapne
at Mail Shayari |
Forums |
Woh bhi kya din the Mummy ki goad or Papa ke kandhe Na Paise ki soch Na life k funde Na kal ki chinta Na future ke sapne Or Ab Kal ki hai fikar or adhure hai sapne
Tum Kia Jano Yaadon Main Kho Kar Aankhain Kitna Rooti Hain Dil Main Apnay Main Dard Samoo Kar Aankhain Kitna Rooti Hain Tum Kia Jano Sawan Ka Mousam Kitni Aagg Lagata Hai Barish Ki Bondoon Ko Choo Kar Aankhain Kitna Rooti Hain Ab Tu Chooti Si Baat Par Bhi Yeh Dil Bhar Sa Jata Hai [...]
Jub yad ka album kholon to, Kuch log bohut yad ate hain, Main guzre dinon ka sochon to, Kuch log bohut yaad ate hain, Ab jane kis nagri main,
Na jane kyu mujhko teri yad aati hai.. Kabhi hansane kabhi rulane teri yad aati hai.. Tu apne andaaz se door mai adaton se majbur hu Phir mujhe tarpane teri yaad aati hai Kuch haseen lamhe lekar teri yad aati hai Phir bewaqt bewajah teri yaad aati hai Bari ummeed se karta hai ye dil [...]
Jis ka name naheen liya tha Main ne jis ko shaam kaha tha Aaj kahen woh shaam naheen hay Yaad mujhay woh name naheen hay Jis ki aankheen dekh k main ne Apne khuwab tarashey Aaj mujhay kyun lagtey hain woh Sare kheel tamashe
Tujhaye apne dil se main kaise bhula doon Teri yaad hi to meri zindagi hay Tujhe kiya khabar hay k tuj se bichar kar Tarap kar har eik pal guzara hay main ne Judayi k ghum se parishan ho kar kahi bar tuj ko poukara hay main ne Sada de raha hay tujhe pyaar mera [...]
Yadeen bhi kitni azeez hoti hain Har shakhs k paas us ki achi aur buri yadeen hoti hain Woh na chahtey huwey bhi un yadoon main kho jata hay Un main kuch haseen khubsurat hoti hain Aur kuch asi bhi hoti hain jin ko bhulane se dil dukhta hay Ham jantey huwey bhi un se [...]
From:- Saba Sagar Phir chand khila phir raat thami, Phir dil ne kaha ha teri kami..! Phir yad k jhonke mehk gaye, Phir pagal arman behak gaye, Phir jannat see lagti hai zamen, Phir dil ne kaha ha teri kami..! Phir guzre lamhon ki batein,
From:-Vinod Isse pahle ki yaad tu aaye, Meri aankhon me fir lahoo aaye. Tujhse rishta mein tod jayunga, Mein tera sahar chhod jayunga. Mujhko gum hai teri judai ka, Ranjh hai apni bewafae ka. Apne vaade se fir gaya hu mein, Apni nazron se gir gaya hu mein. Isse pahle ki tu mujhe chhode, Mujhko [...]
From:- Saba Sagar Bhulne wale se koi keh de zara, Istara yaad aney se kiya faida.. Jab mere dil ki duniya basatey naheen, Phir khayaloon main aney se kiya faida..! Chaar din k jalaney se kiya mil geya, Mitt saka na zamaney se mera nishaan.. Muj pe bijli gerao to jane sahi,